John Elia
Syed Jaun Elia is an iconic Pakistani Urdu poet born on December 14, 1931, in Amroha. He was a philosopher, poet, and scholar. He faced many hardships, dealing with personal and ideological struggles that deeply influenced his sad, heart-broken, yet powerful poetry.
His famous poetry books include. Shayad (1991), Yaani (2003), Gumaan (2004), Lekin (2006), Goya (2008).
The sad part is that he left behind many unpublished works and manuscripts that were compiled and released after his death. His romantic experiences and disappointments are immortalized in verses that continue to resonate with readers today.
Urdu:
کیا تکلف کریں یہ کہنے میں
جو بھی خوش ہے ہم اس سے جلتے ہیں
Roman Urdu:
Kya takalouf karen yeh kehnay mein
Jo bhi khush hai hum is se jaltay hain
Urdu:
کون اس گھر کی دیکھ بھال کرے
روز اک چیز ٹوٹ جاتی ہے
Roman Urdu:
Kon is ghar ki dekh bhaal kere
Roz ik cheez toot jati ha
Urdu:
شام ہوئی ہے یار آئے ہیں یاروں کے ہم راہ چلیں
آج وہاں قوالی ہوگی جونؔ چلو درگاہ چلیں
Roman Urdu:
Shaam hui hai yaar aaye hain yaaron ke hum raah chalein
Aaj wahan qawali hogi John chalo dargaah chalein
Urdu:
یہ مجھے چین کیوں نہیں پڑتا
ایک ہی شخص تھا جہان میں کیا
Roman Urdu:
Yeh mujhe chain kyun nahi parta
Aik hi shakhs tha Jahan mein kya
Urdu:
تو بھی چپ ہے میں بھی چپ ہوں یہ کیسی تنہائی ہے
تیرے ساتھ تری یاد آئی کیا تو سچ مچ آئی ہے
Roman Urdu:
To bhi chup hai mein bhi chup hon yeh kaisi tanhai hai
Tairay sath tri yaad aayi kya to sach mach aayi hai
Explore More
umr guzregi imtihan mein kya