Top 20+ Yaad Poetry in Urdu That Will Touch Your Soul
- On
- InYaad Poetry
You are here because you are missing someone, right? Well, You’re not alone; missing someone is that kind of pain that never truly fades.
Whether you’re thinking about an old friend or a love that still stays with you, Urdu poetry puts those feelings into words that touch the heart. In this collection of Yaad Poetry in Urdu, you’ll discover poetry that speaks to your heart and brings your deepest emotions to life. Let’s recall our memories!
Yaad Shayari 2 Lines
Urdu:
دل دھڑکنے کا سبب یاد آیا
وہ تیری یاد تھی اب یاد آیا
Roman Urdu:
Dil Dhadhakny Ka Sabab Yaad Aya
Woh Teri Yaad Thi Ab Yaad Aya
Urdu:
دل کی چوٹوں نے کبھی چین سے رہنے نہ دیا
جب چلی سرد ہوا میں نے تجھے یاد کیا
Roman Urdu:
Dil Choton Ki Nay Kabhi Chain Say Rehny Na Diya
Jab Chali Sard Hawa Main Nay Tujhy Yaad Kiya
Urdu:
یاد آئی ہے تو پھر ٹوٹ کے یاد آئی ہے
کوئی گزری ہوئی منزل کوئی بھولی ہوئی دوست
Roman Urdu:
Yaad Ae to phir toot ke yaad ae hai
Koi guzri hovi manzal koi bhuli hovi dost
Urdu:
وفا کی کون سی منزل پہ اس نے چھوڑا تھا
کہ وہ تو یاد ہمیں بھول کر بھی آتا ہے
Roman Urdu:
Wafa ki kon si manzil pay is ne chorra tha
ke woh to yaad hamein bhool kar bhi aata hai
Urdu:
میں اکثر ہاتھ ہونٹوں سے لگا کر چوم لیتا ہوں
کبھی جب یاد آتا ہے ، تمھارا تھامنا ان کو
Roman Urdu:
Mein aksar haath honton se laga kar choom laita hon
Kabhi jab yad aata hai, tumhara thamna un ko
Urdu:
رات یوں دل میں تیری کھوئی ہوئی یاد آئی
جیسے ویرانے میں چپکے سے بہار آ جائے
Roman Urdu:
Raat yun dil mein teri khoyi hui yaad aayi
Jaisay veraney mein chupkay se bahhar aa jaye
Yaad Poetry in Urdu
Yaad Shayari 2 lines capture deep feelings of love and longing in just a few words. Did you ever feel that way about someone? This beautiful Yaad poetry in Urdu speaks of memories, quiet moments, and the pain of missing someone. Read more.
Urdu:
ایک مُدّت سے تیری یاد بھی نہ آئی ہمیں
اور ہم بھول گئے ہوں گے تجھے ایسا بھی نہیں
Roman Urdu:
Aik muddat say teri yaad bhi na aai hamain
Aur haam bhool gay hon tujhy esa bhi nahi hai
Urdu:
میں تجھے ڈھونڈنے یادوں کی کھلی سڑکوں پر
زَرد پتو ں کی طرح روز بکھر جاتی ہوں
Roman Urdu:
Main tujhe dhoandne yaado ki khuli sarkon par
Zard pattu n ki terhan roz bikhar jati hon
Urdu:
رہتا ہے عِبادّت میں ہمیں مَوت کا کھٹکا
ہم یادِ خُدا کرتے ہیں، کر لے نہ خُدا یَاد
Roman Urdu:
Rehta hai hmain abadat main maut ka khatka
Ham yaad khuda kartay hain kar lay na khuda yaad
Urdu:
ذرا سا ہٹ کے چلتا ہوں زمانے کی روایت سے
کہ جن پہ بوجھ ڈالا ہو ، وہ کندھے یاد رکھتا ہوں
Roman Urdu:
Zara sa hat kay chalta hoon zamanay ki rawayat say
Kay jin pay bojh dala ho wo kandhay yaad rakhta hoon
Urdu:
وہ شخص جس کی یاد میں آنکھیں پگھل گئیں
چُپ چاپ میرے پاس سے ہو کر گزر گیا
Roman Urdu:
Woh shakhs jis ki yaad mein ankhen pighal gayeen
Chup chaap mere paas se ho kar guzar gaya
Yaadein Poetry In Urdu
Urdu:
ہمیں اب کھو کہ کہتا ہے مُجھے تُم یادآتے ہو
کِسی کا ہو کہ کہتا ہے مُجھے تُم یادآتے ہو
Roman Urdu:
Hamain abb kho kay kehta hay mujhy tum yaad aatay ho
Kisi ka ho kay kehta hay mujhay tum yaad atay ho
Urdu:
میں اُس شخص کو کیسے مناو ں گا محسنؔ
جو مجھ سے روٹھا ہے میری محبت کے سبب
Roman Urdu:
Main uss shakhs ko kaisay manaon ga muhsin
Jo mujh say rotha hai meri muhabbat kay sabab
Urdu:
کر رہا تھا غم جہاں کا حساب
آج تم یاد بے حساب آئے
Roman Urdu:
Kar raha tha gham jahan ka hisaab
Aaj tum yaad be hisaab aaye
Urdu:
تم یاد نہیں کرتے تو ہم گلہ کیوں کریں
خاموشی بھی تو اک ادا ہے محبت نبھانے کی
Roman Urdu:
Tum yaad nahi karte to hum gilah kyun karen
Khamoshi bhi to ik ada hai mohabbat nibhanay ki
Urdu:
وہی پھر مجھے یاد آنے لگے ہیں
جنہیں بھُلانے میں زمانے لگے ہیں
Roman Urdu:
Wohi Phir Mujhay Yaad Anay Lagay Hain
Jinhain Bhulany Main Zamany Lagy Hain
Urdu:
زندگی جبرِ مسلسل کی طرح کاٹی ہے
جانے کس جرم کی پائی ہے سزا یاد نہیں
Roman Urdu:
Zindgi Jabar e Musalasal Ki Taraha Kati Hai
Jany Kis Jurm Ki Pai Hai Saza Yaad Nahi
Urdu:
چُپکے چُپکے رات دن آنسو بہانا یاد ہے
ہم کو اب تک عاشقی کا وہ زمانہ یاد ہے
Roman Urdu:
Chupky Chupky Raat Din Ansoo Bahana Yaad Hai
Hum Ku Abb Tak Ashqi Ka Woh Zamana Yaad Hai
Urdu:
یاد کرنے پر بھی دوست نہ آئے یاد
دوستوں کے کرم یاد آتے رہے
Roman Urdu:
Yaad Karny Par Bhi Dost Na Aye Yaad
Doston Kay Karam Yaad Aatay Rahay
Yaadein Shayari Urdu: 4 Lines
After reading 2 lines of emotional Yaad poetry, now it’s time to discover yaad quotes in Urdu 4 lines. Let’s read yaad karne wali shayari in Urdu and Roman Urdu!
Urdu:
ہم نے کب انسے ملاقات کا وعدہ چاہا
دور رہ کر تو اُنہیں اور بھی زیادہ چاہا
یاد آیا ہمیں اور بھی شدت سے وہ
بھول جانے کا انہیں جب بھی اِرادَہ چاہا
Roman Urdu:
Hum ne kab unse mulaqaat ka wada chaha
Daur reh kar to unhen aur bhi ziyada chaha
Yaad aaya hamein aur bhi shiddat se woh
Bhool jane ka inhen jab bhi irada chaha
Urdu:
نا وہ آ سکے نا ہم کبھی جا سکے
نا درد دِل کا حال کسی کو سنا سکے
بس خاموش بیٹھے ہیں انکی یادوں میں
نا اس نے یاد کیا نا ہم بھلا سکے
Roman Urdu:
Na woh aa sakay na hum kabhi ja sakay
Na dard dil ka haal kisi ko suna sakay
Bas khamosh baithy hain unki yaado mein
Na is ne yaad kya na hum bhala sakay
Urdu:
انکی یادوں کو اپنے ساتھ لے کر
گھر سے ہم ہجر كے مارے نکلے
محبت تو تم نے بھی کی تھی جانم
مگر عشق میں سارے جرم ہمارے نکلے
Roman Urdu:
Unki yaado ko apne sath le kar
Ghar se hum hijar ke maaray niklay
Mohabbat to tum ne bhi ki thi janum
Magar ishhq mein saaray jurm hamaray niklay
Wrap Up
This Urdu Yaadein Poetry beautifully captures emotions like loneliness, hope and the pain of being forgotten. What are your thoughts on our poetry collection? Whether you want to share your feelings or explore heartfelt poetry, our amazing collection has a lot to offer. For example, sad, romantic, heart-touching, and birthday poetry.
Stay tuned for the best poetry blogs, and don’t forget to share this valuable Urdu Poetry with your loved ones.
See you in the Next Poetry Blogs!